https://mobile.facebook.com/profile.php?id=236627703377923

Monday 23 May 2016

Mobile Update Kaise Kare Tarike Hindi Me

Mobile Update Kaise Kare, Android smartphone main aksar aapne phone root ka naam toh suna hoga. Lekin apko malum hai ki yeh root hai kya
? Iske kya fayde aur nuksaan hain ? Apke inhi sawalo ka jawab humne aage diya hai. Iske sath hi phone root karne ka tarika bhi btaya gaya hai. Chaliye jante he Mobile Update Kaise Kare, Mobile Update Karne Ka Tarika. Janiye 

Kya hai phone root ?

Mobile Update Kaise Kare. Phone root ko normal language main jailbreaking bhi kaha jata hai. Iske madhyam se aap apne phone main kai tarah ke badlav kar sakte hain. Root apko phone ke operating system main badlaav karne ka adheekar deta hai. Matlab aap chahe toh clock system se lekar ander menu aur user interface tak main badlaav kar sakte hain. Ismai majuda android operating system ki jagah new android operating system (customize android operating system) ko install kiya jata hai. Padhiye 

Kya hain fayde

Mobile Update Kaise Kare. Agar android operating system ke bare main yadi thodi bhut bhi jankari hai toh root ke baad aap apne phone ke user interface tak main badlaav kar sakte hain. Itna ho nahi kai aise application ka upyug kar sakye hain jo pehle aapke phone main upyug nahi hote the. Root kiye gaye phone ke liye kuch khas application bhi uplabdh hain jinka upyog sadharad android phone par nahi kiya ja sakta hai. Root ke baad phone ke application par apka jayda control hoga. Aap chahe toh poori tarah se add ko band kar sakte hain. Aap phone se un application ko install kar sakte hain jo pehle se uplabdh the aur jinhe chah kar bhi aap pehle uninstall nahi kar sakte the. Isse phone ki internal memory khali hoti hai. Jane 

Kaise kare phone ko root

Android smartphone ko root karne ke liye Mobile Update Kaise Kare.
Step 1 : Sabse pehle apko apne computer ke liye king root application ko download kar usko install karna hai.
Step 2 : Application computer jab install ho jaye toh ose open kare jaha apse phone ko connect karne ke liye kaha jayega.
Step 3 : Phone ko connect karne ke sath hi yeh bhi dekh le ki phone main usb dubbing ka option on ho.
Step 4 : USB dubbing ka option apko developers operation main milega jo setting main hota hai. Yadi phone jayda porana hai toh fir developers operation setting main application ke ander milega.
Step 5 : Yadi apko developers option kahi nahi dikhai de raha hai toh aap setting main jaye fir about phone main jaye.
Step 6 : Yaha apko buid number dikhayi dega isper click kare. Lagatar click karne ke baad kuch der baad yaha likha ayega ki apke phone main developer option pehle se hai.
Step 7 : Ab aap bahar setting main aa jaye yaha apko developer option mil jayega usko click kare.
Step 8 : Yaha apko usb dubbing ka option usee on kar de.
Step 9 : Iske baad phone usb software install karega aur aap apne phone main usee alow kar de.
Step 10 : Iske sath hi phone main root ka option ayega usko click karte hi root ki process suru ho jayegi.
Ab aap guidance ko padhkar aage badhte jaye. Rooting ki process khatam hote hi finish likhkar aa jayega. Mobile Update Kaise Kare.
Apko ye article kaisa laga niche comment me jarur likhiye.

No comments:

Post a Comment

http://sikhoorsikhao.blogspot.in/?m=1